SEARCH RESULTS
Showing search results for "सिफ़त"
Ghazal MATCHES FOR "सिफ़त"
Ghazal
mai.n sa.ng-sifat ek hii raste me.n kha.Daa huu.n
shaayad mujhe dekhe.ngii palaT kar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
husn hai zaat mirii ishq sifat hai merii
huu.n to mai.n sham.a magar bhes hai parvaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
ko.ii tilismii sifat thii jo is hujuum me.n vo
hu.e jo aa.nkh se ojhal to baar baar dikhe
Gulzar
Ghazal
pahle ha.ns ke milte hai.n phir nazar churaate hai.n
aashnaa-sifat hai.n log ajnabii dayaaro.n ke
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
panja hai miraa panja-e-KHurshiid mai.n har sub.h
mai.n shaana-sifat saaya-e-ruu zulf-e-butaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
qsimat-e-shaa.ir-e-siimaab-sifat dasht kii maut
qiimat-e-reza-e-almaas-e-hunar sannaaTaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
ek to ruuh bhii kaafuur-sifat hai apnii
aur ab jism bhii be-daaG kafan chaahtaa hai
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
bevafaa kahne se kyaa vo bevafaa ho jaa.egaa
tere hote is sifat kaa duusraa ho jaa.egaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
aa.iina-sifat vaqt tiraa husn hai.n ham log
kal aa.ine tarse.nge to suurat na milegii
Pirzada Qasim
Ghazal
begaana-sifat jaada-e-manzil se guzar jaa
har chiiz sazaa-vaar-e-nazaara nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sifat-e-barq chamaktaa hai miraa fikr-e-buland
ki bhaTakte na phire.n zulmat-e-shab me.n raahii