SEARCH RESULTS
Showing search results for "सिसक"
Ghazal MATCHES FOR "सिसक"
Ghazal
qadam qadam pe thakan saaz-baaz kartii hai
sisak rahaa huu.n safar kaa azaab pahne hu.e
Saqi Faruqi
Ghazal
kaliyaa.n sisak ke rone lagii chaa.nd raat me.n
aur pe.D de rahaa hai sadaa kuchh hu.aa to hai
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
Javed Naseemi
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
ghar se chalaa to ghar kii udaasii sisak uThii
mai.n ne use bhii rakh liyaa raKHt-e-safar ke biich
Shahid Zaki
Ghazal
har ik kamaal ko dekhaa jo ham ne ruu ba-zavaal
sisak ke rah ga.ii siine me.n aarzuu-e-kamaal
Haneef Kaifi
Ghazal
charaaG kaun uThaa le gayaa mire ghar se
sisak rahe hai.n mire baam-o-dar a.ndhere me.n
Afzal Allahabadi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
Ayush Charag
Ghazal
sisak rahe hai.n tamaam va.ada nibhaane vaale
ki ham ye kaisii aziyyato.n ko nibhaa rahe hai.n
Ali Qaisar
Ghazal
Sufia Anjum Taj
Ghazal
misra.a sisak rahaa thaa akelaa jo der se
yaad us kii aa ga.ii to Gazal me.n utar gayaa
Gautam Rajrishi
Ghazal
sisak rahe hai.n jo sa.Dko.n pe sai.nka.Do.n insaa.n
tumhaare shahr me.n shaayad ko.ii makaan nahii.n
Fakhr Zaman
Ghazal
vahaa.n to saa.ns bhii lenaa azaab lagtaa hai
sisak rahii ho jahaa.n ko.ii zindagii tanhaa
Mahfooz Asar
Ghazal
tiraa vo raato.n ko uTh kar sisak sisak ronaa
lahuu me.n nii.nd kii Tiise.n palak pe ijz ke KHvaab