SEARCH RESULTS
Showing search results for "सूरत-ए-आईना"
Ghazal MATCHES FOR "सूरत-ए-आईना"
Ghazal
hairaan huu.n mai.n suurat-e-aa.iina ai 'shakiil'
baiThaa hai saamne ko.ii tasviir kii tarah
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
jaane kab kis ke sa.nvarne kaa iraada jaage
is liye suurat-e-aa.iina rahaa huu.n mai.n bhii
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
patthar ho ki faulaad ho Darne kaa nahii.n mai.n
ab suurat-e-aa.iina bikharne kaa nahii.n mai.n
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
jab se pesh-e-nazar us yaar kii peshaanii hai
suurat-e-aa.iina haasil mujhe hairaanii hai
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
is ke darshan se milii mujh ko KHud apnii pahchaan
shakl ik ruuh talak suurat-e-aa.iina ga.ii
Nasir Shahzad
Ghazal
suurat-e-aa.iina hairat se vo taktaa rah gayaa
aa.ina-KHaane me.n jis ne Gaur se dekhaa mujhe
Zia Fatehabadi
Ghazal
dil suurat-e-aa.iina ho har nafs se KHaalii
phir tuur ke jalvo.n se use raakh banaa de
Naheed Kausar
Ghazal
puuchhte kyaa hai.n dam-e-takbiir tuu ne kyaa kiyaa
suurat-e-aa.iina chehra aap kaa dekhaa kiyaa
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
Baldev Raaj
Ghazal
Ibraheem Aajiz
Ghazal
nahii.n be-vaj.h vaa.iz ronii suurat
ye hazrat aaj rindo.n me.n piTe hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
beTo.n ne mere naam kii dastaar pahn lii
aur beTiyo.n ne suurat-e-aa.nchal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dikhaate nahii.n sharm se ruu-e-raushan
ko.ii kaamyaabii kii suurat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nikaalii jaa.e kis tarkiib se taqriir kii suurat
vo aa.iine kii suurat aur mai.n tasviir kii suurat