SEARCH RESULTS
Showing search results for "सू-ए-फ़लक"
Ghazal MATCHES FOR "सू-ए-फ़लक"
Ghazal
har sadaa suu-e-falak arsh se Takraatii hai
dil kii aavaaz bahut duur talak jaatii hai
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
Salman Ghazi
Ghazal
ai 'falak' mai.n jo gayaa suu-e-falak shor hu.aa
mahfil-e-dahr se ik hastii-e-mumtaaz ga.ii
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
mai.n huu.n 'falak Gulaam-e-alii yaa-alii madad
mujh ko mire imaam sabiile.n dikhaa.iye
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
libaas-e-maah me.n 'ehsaan' dekh kaun aayaa
nigaah-e-suu-e-falak KHaanumaa.n-KHaraab uThaa
Ehsan Danish
Ghazal
shaahiin vo kahlaane kaa haqdaar nahii.n hai
jo suu-e-falak dekhe na parvaaz se pahle
Afzal Allahabadi
Ghazal
suu-e-falak havaa.ii safar hai to kyaa hu.aa
Dar jaa.uu.n maahtaab kii suurat nahii.n karuu.n
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
suu-e-falak nazar jo uThii to vuzuu kiyaa
merii zabaa.n ne kalma-e-tauhiid ke liye
Afroz Rizvi
Ghazal
KHushii ke saath u.Daa.o gulaal suu-e-falak
magar ye sun lo zamii.n par amaan rahne do
Mohammad Ali Shadan
Ghazal
suu-e-falak vo dekhe.n agar pech-o-taab me.n
barpaa ho hashr gahan lage aaftaab me.n
Iqbal Husain Rizvi Iqbal
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
dil pe lagtaa hai mohabbat kaa ijaara kam hai
KHaak me.n suu-e-falak jaane kaa yaaraa kam hai
Ashfaq Amir
Ghazal
zamii.n kii tangii-e-daamaa.n se tang-dil ho kar
chale hai.n suu-e-falak irtiqaa ke divaane