SEARCH RESULTS
Showing search results for "हर-दिल-अज़ीज़"
Ghazal MATCHES FOR "हर-दिल-अज़ीज़"
Ghazal
mai.n ne kal paa.nv tire shahr me.n kyaa rakkhaa thaa
dil kii har mauj ne tuufaan uThaa rakkhaa thaa
Dil Sikandarpuri
Ghazal
kuchh log to suuraj bhii chhupaane me.n lage hai.n
ham se to diye ko.ii bujhaa.e nahii.n jaate
Dil Sikandarpuri
Ghazal
naqd-e-dil hai ki garebaan ke har taar me.n hai
hausla ab bhii bahut tere KHariidaar me.n hai
Dil Ayubi
Ghazal
uns kyuu.nkar na ho ai dil mujhe viiraano.n se
har KHaraabe me.n miraa ghar nazar aataa hai mujhe
Dil Ayubi
Ghazal
har daaG ubhar ke zaKHm banaa zaKHm rashk-e-gul
dil maa.il-e-bahaar hamaaraa nahii.n rahaa
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
jin rahbaro.n ke dil me.n har ik kaa KHayaal thaa
vo nau-ratan nahii.n rahe darbaariyo.n ke paas
Abdur Razzaq Dil
Ghazal
har-dil-aziiz yuu.nhii achaanak nahii.n hu.e
barso.n isii dayaar me.n rusvaa rahe hai.n ham
Kashif Syed
Ghazal
har-dil-aziiz aap bhii ban jaa.e.nge huzuur
KHol-e-anaa se apne nikal kar to dekhiye
Khwaja Rafat Husain Naiyer
Ghazal
har-dil-aziiz vo bhii hai ham bhii hai.n KHush-mizaaj
ab kyaa bataa.e.n kaise hamaarii nahii.n banii
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
zindagii chaahe to ho jaa tuu aziiz-e-har-dil
zaa.iqe me.n shakar-o-shiir se aage ba.Dh jaa
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
Aziz Qaisi
Ghazal
savaal thaa ki justujuu aziim hai ki aarzuu
so yuu.n hu.aa ki umr bhar javaab likh rahe the ham
Aziz Nabeel
Ghazal
har ek aa.nkh ret thii har ek dil saraab thaa
magar vo ek tishnagii jo mujh me.n aabjuu hu.ii
Aziz Nabeel
Ghazal
Azeez Mubarakpur
Ghazal
vo ko.ii shaaKH ho mizraab ho yaa dil ho 'aziiz'
TuuTne vaalii kisii shai kaa bharosaa na karo
Aziz Warsi
Ghazal
'aziiz' kaisii ye saudaagaro.n kii bastii hai
garaa.n hai dil se yahaa.n kaaTh kaa khilaunaa bhii