SEARCH RESULTS
Showing search results for "हाकिम"
Ghazal MATCHES FOR "हाकिम"
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
nisbat-e-'ilm hai bahut haakim-e-vaqt ko aziiz
us ne to kaar-e-jahl bhii be-ulamaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
taariiKH me.n mahal bhii hai haakim bhii taKHt bhii
gumnaam jo hu.e hai.n vo lashkar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
ham pe haakim kaa ko.ii hukm nahii.n chaltaa hai
ham qalandar hai.n shahanshaah laqab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
faisle lamhaat ke naslo.n pe bhaarii ho ga.e
baap haakim thaa magar beTe bhikaarii ho ga.e
Rahat Indori
Ghazal
sunaa hai vaqt kaa haakim ba.Daa hii munsif hai
pukaar kar sar-e-darbaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
na jaane kyuu.n mujhe lagtaa hai aisaa haakim-e-shahr
jo haadisa nahii.n pahle hu.aa vo ab hogaa
Shahryar
Ghazal
haakim-e-vaqt hai tujh ghar me.n raqiib-e-bad-KHuu
dev muKHtaar hu.aa mulk-e-sulaimaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
muflisii laakh sahii ham me.n vo KHuddaarii hai
haakim-e-vaqt kii KHidmat nahii.n karne vaale
Nadim Nadeem
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
tuu is liye hai shahr kaa haakim ki shahr hai
us kii baqaa me.n terii baqaa shahr ko bachaa
Taimur Hasan
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
haalaat kii tasviir badal jaa.e to achchhaa
haakim jo miraa KHud hii sambhal jaa.e to achchhaa
Alok Yadav
Ghazal
haakim-e-vaqt ko dekhuu.n to du.aa kartaa huu.n
itnii izzat de KHudaa jitnii sa.nbhaalii jaa.e
Mubarik Siddiqi
Ghazal
bhuuk ugne lagii gandum kii jagah kheto.n me.n
haakim-e-vaqt tirii harza-saraa.ii na ga.ii