SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिस्से"
Ghazal MATCHES FOR "हिस्से"
Ghazal
shikva-e-zulmat-e-shab se to kahii.n behtar thaa
apne hisse kii ko.ii sham.a jalaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
apnii yaado.n se kaho ik din kii chhuTTii de mujhe
ishq ke hisse me.n bhii itvaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
badan me.n ek taraf din tuluu.a mai.n ne kiyaa
badan ke duusre hisse me.n raat ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
itne hisso.n me.n baT gayaa huu.n mai.n
mere hisse me.n kuchh bachaa hii nahii.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
mai.n apne hisse ke sukh jis ke naam kar Daaluu.n
ko.ii to ho jo mujhe is tarah kaa pyaaraa ho
Parveen Shakir
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
bigaa.D par hai jo tanqiid sab bajaa lekin
tumhaare hisse ke jo kaam the sa.nvaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ai pyaar tire hisse me.n aayaa tirii qismat
vo dard jo chehro.n se adaa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
mirii KHvaahish hai ki aa.ngan me.n na diivaar uThe
mire bhaa.ii mire hisse kii zamii.n tuu rakh le
Rahat Indori
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
mile faqat mire hisse kii raushnii mujh ko
talab kahaa.n hai ko.ii aaftaab mil jaa.e