SEARCH RESULTS
Showing search results for "होंठ"
Ghazal MATCHES FOR "होंठ"
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Khumar Barabankavi
Ghazal
gulaabii ho.nTh ye qashqa tumhaaraa
mujhe bhaane lagaa chehra tumhaaraa
Raghunandan Sharma Danish
Ghazal
duur se dekh vo lab kaaTte hai.n apne ho.nTh
hai abhii paas-e-adab ho.nTh hilaa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
kis se haq talab kiije bevafaa zamaane me.n
ho.nTh suukh jaate hai.n haal-e-dil sunaane me.n
Charan Singh Bashar
Ghazal
nikalnaa KHuld se aadam kaa sunte aa.e hai.n lekin
bahut be-aabruu ho kar tire kuuche se ham nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
daa.nto.n se jabki us gul-e-tar ke dabaa.e ho.nTh
bolaa ki saahab apne se samjho paraa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
duKHtar-e-raz pe gire.n mast pata.ngo.n kii tarah
sham-e-mahfil ho ye laKHt-e-jigar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ko.ii Gazal ho ye lahja nahii.n badalte ham
ki sach ho kitnaa bhii ka.Dvaa nahii.n badalte ham