SEARCH RESULTS
Showing search results for ".arvi"
Ghazal MATCHES FOR ".arvi"
Ghazal
kahaa.n kisii kii nazar hai tirii nazar kii tarah
jo kaam dil kaa bhii kartii chale jigar kii tarah
Aasi Aarwi
Ghazal
hazaar zaKHm hai.n dil par jigar pe khaa.e hu.e
magar mile jo kisii se to muskuraa.e hu.e
Aasi Aarwi
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n vaa.iz KHirad kaa kaam nahii.n
udhar na bhuul ke jaanaa vo raah-e-aam nahii.n
Aasi Aarwi
Ghazal
dekhaa hai ik nazar unhe.n anjaam jo bhii ho
qismat me.n apnii ai dil-e-naakaam jo bhii ho
Aasi Aarwi
Ghazal
chaahe jo haal bhii ho un kii nazar hone tak
ham jiye jaa.e.nge aaho.n me.n asar hone tak
Aasi Aarwi
Ghazal
Aasi Aarwi
Ghazal
daaG-e-dil apnaa kisii tarah dikhaa.e na bane
aur chaahuu.n jo chhupaanaa to chhupaa.e na bane
Mahir Aarwi
Ghazal
na qahqaha na tabassum na ashk paiham hai
jahaa.n pe ham hai.n vahaa.n kuchh ajiib aalam hai
Aasi Aarwi
Ghazal
is tarah dard kaa tum apne mudaavaa karnaa
yaad-e-maazii ko charaaG-e-rah-e-fardaa karnaa
Habeeb Aarvi
Ghazal
zulf-e-shab kaa saaya bhii kis qadar ghaneraa hai
dil se un kii mahfil tak raasta a.ndheraa hai
Sabir Aarwi
Ghazal
aisaa nahii.n ko.ii ki shanaasaa kahe.n jise
miltaa kahaa.n hai ko.ii ham apnaa kahe.n jise
Mahir Aarwi
Ghazal
nazar me.n KHizr ko.ii hai na ibn-e-mariyam hai
ajab balaa me.n giraftaar ibn-e-aadam hai
Mahir Aarwi
Ghazal
tuu mai-kada me.n ik aisaa nizaam paidaa kar
ki sab ke lab ko jo pahu.nche vo jaam paidaa kar
Sabir Aarwi
Ghazal
shikasta saaz-e-mohabbat kii ik sadaa huu.n mai.n
jo rah ga.ii hai laraz kar vo iltijaa huu.n mai.n