SEARCH RESULTS
Showing search results for ".awsh"
Ghazal MATCHES FOR ".awsh"
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
darkaar hai shaguftan-e-gul-haa-e-aish ko
sub.h-e-bahaar pumba-e-miinaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
naqsh-e-paa dekh to luu.n laakh karuu.ngaa sajde
sar miraa arsh nahii.n hai jo jhukaa bhii na sakuu.n
Ameer Minai
Ghazal
ye ranj o aish hu.e hijr o vasl me.n ham ko
kahaa.n hai dozaKH o jannat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
manzar ik bulandii par aur ham banaa sakte
arsh se udhar hotaa kaash ke makaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
is taraf aish kii sham.e.n to udhar dil ke charaaG
dekhnaa ye hai ki parvaana kidhar jaataa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
faraaz-e-arsh se TuuTaa hu.aa ko.ii taara
kahii.n se Dhuu.nD ke laa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
koh-shigaaf terii zarb tujh se kushaad-e-sharq-o-Garb
teG-e-hilaal kii tarah aish-e-niyaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
duniyaa laraz ga.ii dil-e-hirmaa.n-nasiib kii
is tarah saaz-e-aish na chhe.Daa kare ko.ii