SEARCH RESULTS
Showing search results for ".bkz"
Ghazal MATCHES FOR ".bkz"
Ghazal
bar-ruu-e-shash-jahat dar-e-aa.iina baaz hai
yaa.n imtiyaaz-e-naaqis-o-kaamil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aalam hai faqat momin-e-jaa.n-baaz kii miiraas
momin nahii.n jo saahib-e-laulaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
arbaab-e-havas haar ke bhii jaan pe khele
kam-taala.i-e-aashiq-e-jaa.n-baaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
jaur se baaz aa.e par baaz aa.e.n kyaa
kahte hai.n ham tujh ko mu.nh dikhlaa.e.n kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aksar auqaat mai.n ta.abiir bataa detaa huu.n
ba.az auqaat ijaazat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
Gam-e-jahaa.n se jise ho faraaG kii KHvaahish
vo un ke dard-e-mohabbat se saaz-baaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
dariicha baaz hai yaado.n kaa aur mai.n
havaa suntaa huu.n mai.n pe.Do.n kii zabaa.n se
Jaun Eliya
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
mai.n ne rote hu.e dekhaa hai alii baabaa ko
baaz auqaat KHazaana bhii buraa lagtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
mai.n ne tujhe mu.aaf kiyaa jaa kahii.n bhii jaa
mai.n buz-dilo.n pe apnii kamaa.n taantii nahii.n
Anjum Rehbar
Ghazal
baaz aa jaa.e.n jafaa se jo kabhii aap to phir
yaad 'aashiq ko na kiijegaa bhalaa yaad rahe