SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ezka"
Ghazal MATCHES FOR ".ezka"
Ghazal
chaa.ndnii raat me.n dariyaa kaa kinaaraa hotaa
saath tum hote to kyaa KHuub nazaaraa hotaa
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
'azkaa' chalo ab kuuch kare.n shahr se un ke
ab aur haziimat ye uThaa.ii nahii.n jaatii
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
ba-vaqt-e-naza.a vo aa.e qariib 'azkaa' ke
qazaa bhii lagne lagii us ko zindagii kii tarah
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
ek din aa.egaa farhat-bharaa mausam 'azkaa'
phir mirii aa.nkho.n se barsaat bhii kam-kam hogii
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
iizaa-dahii kii daad jo paataa rahaa huu.n mai.n
har naaz-aafrii.n ko sataataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
aagahii daam-e-shuniidan jis qadar chaahe bichhaa.e
mudda.aa anqaa hai apne aalam-e-taqriir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mirii daastaan-e-hasrat vo sunaa sunaa ke ro.e
mire aazmaane vaale mujhe aazmaa ke ro.e
Saifuddin Saif
Ghazal
ronaa ilaaj-e-zulmat-e-duniyaa nahii.n to kyaa
kam-az-kam ehtijaaj-e-KHudaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
haath hii teG-aazmaa kaa kaam se jaataa rahaa
dil pe ik lagne na paayaa zaKHm-e-kaarii haa.e haa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
royaa kare.nge aap bhii pahro.n isii tarah
aTkaa kahii.n jo aap kaa dil bhii mirii tarah