SEARCH RESULTS
Showing search results for ".frjr"
Ghazal MATCHES FOR ".frjr"
Ghazal
Hasan Abbasi
Ghazal
raat bhar chille vaziife vo tahajjud aur fajr
mil gayaa ab to sila ai merii maa.n achchhii to ho
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
kyaa jaane kahaa.n jaane kii jaldii thii dam-e-fajr
suuraj se zaraa pahle hii bistar se uThaa mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
mujhe jagaa diyaa jab fajr ke mu.azzin ne
daruun-e-KHvaab mai.n masjid kaa sahn dho rahaa thaa
Jabbar Wasif
Ghazal
raat phir merii KHudaa se fajr tak gap-shap hu.ii
raat phir ha.nste rahe ham dono.n hast-o-buud par
Jabbar Wasif
Ghazal
hamaaraa rizq-e-muqarrar hame.n pahu.nchnaa thaa
azaan-e-fajr se pahle jagaa diye ga.e ham
Altamash Abbas
Ghazal
namaaz-e-fajr pe bedaarii kaa sabab hai yahii
hamaare siino.n me.n rahte hai.n vo azaa.n vaale
Mujavir Husain
Ghazal
KHvaab-gaaho.n se azaan-e-fajr Takraatii rahii
din cha.Dhe tak KHaamushii mimbar pe chillaatii rahii
Zaheer Siddiqui
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
zanjiir-e-dar-e-yaar pe rahtii hai.n nigaahe.n
fajr-o-zuhar-o-asr yaa taariiki-e-shab ho
Mohammad Shamsuddin Aajiz
Ghazal
azaan-e-fajr ke aahang me.n mahv-e-suKHan hai
ko.ii mujh se KHudaa ke rang me.n mahv-e-suKHan hai
Shaukat Hashmi
Ghazal
zuhuur-e-fajr hu.aa hai hazaar raat ke baa'd
ye mas.ala nahii.n hai tiin chaar raato.n kaa
Meer Anjum Parvez
Ghazal
tere ruKH ko dekh kar khoyaa namaaz-e-fajr ko
sajda jaa.ez hii nahii.n jab aaftaab aaya nazar