SEARCH RESULTS
Showing search results for ".gbd"
Ghazal MATCHES FOR ".gbd"
Ghazal
har masarrat Gam-e-diiroz kaa unvaan banii
vaqt kii god me.n lamhaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
ye tai kiyaa hai ki dariyaa-e-mauj-mastii ko
saraab-e-dasht-e-tapiidaa me.n gaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
sanam aur aisaa ki but us ke aage jhuk jaa.e.n
du.aa dii us ne to do deviyo.n kii god bharii
Shahzad Qais
Ghazal
nahii.n KHabar unhe.n miTTii me.n apne milne kii
zamii.n me.n gaa.D ke baiThe hai.n jo dafiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
yaarab rah-e-talab me.n ko.ii kab talak phire
taskiin de ki baiTh rahuu.n paa.nv gaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
neza zamii.n pe gaa.D ke gho.De se kuud jaa
par mai.n zamii.n pe aabla-paa KHaalii haat huu.n
Bashir Badr
Ghazal
nii.nd milii hai gu.D se miiThii shahd se shiirii.n
gaa.o naacho naacho gaa.o KHvaab kaa kyaa hai
Daniyal Tareer
Ghazal
hazaar saal me.n tayyaar hone vaalaa mard
us ek god me.n sar rakhte hii bikhar jaa.e
Kushal Dauneriya
Ghazal
ab ke mirii shikast me.n un kaa bhii haath hai
vo tiir jo kamaan ke panje me.n ga.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
jo merii ruuh-o-badan ke Taa.nke udhe.D Daale
to merii nazro.n pe apnii nazro.n ko gaa.D aise
Amir Ameer
Ghazal
uTh ke jaa baiThaa vahii ashraafiya kii god me.n
ham Gariibo.n ne jise samjhaa avaamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
ajab nahii.n ki chaman-dar-chaman bane har phuul
kalii kalii kii sabaa jaa ke god bhar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ai raat mujhe maa.n kii tarah god me.n le le
din bhar kii mashaqqat se badan TuuT rahaa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
maayuusiyo.n kii god me.n dam to.Dtaa hai ishq
ab bhii ko.ii banaa le to big.Dii nahii.n hai baat