SEARCH RESULTS
Showing search results for ".gerb"
Ghazal MATCHES FOR ".gerb"
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
nashv-o-numaa-e-sabza-o-gul se bahaar me.n
shaadaabiyo.n ne gher liyaa hai chaman tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
la.Dnaa vahii.n dushman se jahaa.n gher sako tum
jiitoge tabhii hogii jo paspaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
tum lauTne me.n der na karnaa ki ye na ho
dil tiirgii me.n gher chuke aur diyaa jale
Tahzeeb Hafi
Ghazal
koh-shigaaf terii zarb tujh se kushaad-e-sharq-o-Garb
teG-e-hilaal kii tarah aish-e-niyaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.n na jazb ho jaa.e.n is hasii.n nazaare me.n
raushnii kaa jhurmuT hai mastiyo.n kaa gheraa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
ai dost mujhe gardish-e-haalaat ne gheraa
tuu zulf kii kamlii me.n chhupaane ke liye aa
Hasrat Jaipuri
Ghazal
jis tarah pe.D ko ba.Dhne nahii.n detii ko.ii bel
kyaa zaruurii hai mujhe gher ke maaraa jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
Nazeer Baaqri
Ghazal
ye to ab ishq me.n jii lagne lagaa hai kuchh kuchh
is taraf pahle-pahal gher ke laayaa gayaa mai.n
Abbas Tabish
Ghazal
phir dhanak-ra.ng tamannaa.o.n ne gheraa mujh ko
phir tire KHat mujhe diivaana banaane aa.e
Iqbal Ashhar
Ghazal
raasta ghere hai.n armaan-o-qalaq hasrat-o-yaas
mai.n zaraa bhii.D haTaa luu.n to chale jaa.iyegaa