SEARCH RESULTS
Showing search results for ".gudt"
Ghazal MATCHES FOR ".gudt"
Ghazal
tum aa.nkh muu.nd ke pii jaa.o zindagii 'qaisar'
ki ek ghuu.nT me.n mumkin hai bad-maza na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
zaraa sii baat pe ghuT ghuT ke sub.h kar denaa
mirii tarah bhii ko.ii meraa Gam-gusaar na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
is vaqt ham se puuchh na Gam rozgaar ke
ham se har ek ghuu.nT ko ka.Dvaa kiyaa na jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
aa.nkhe.n saaqii kii jab se dekhii hai.n
ham se do ghuu.nT pii nahii.n jaatii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ek ilaaj-e-daa.imii hai to baraa-e-tishnagii
pahle hii ghuu.nT me.n agar zahr milaa diyaa karo
Pirzada Qasim
Ghazal
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
ahbaab pe diivaane 'asad' kaisaa bharosa
ye zahr bhare ghuu.nT ravaa ho nahii.n sakte
Asad Bhopali
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
pii lo do ghuu.nT ki saaqii kii rahe baat 'hafiiz'
saaf inkaar se KHaatir-shikanii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
rah ga.ii ghuT ke tamannaa yuu.nhii dil me.n ai dost
guftuguu apnii tire naam se aage na ba.Dhii