SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ihyr"
Ghazal MATCHES FOR ".ihyr"
Ghazal
Ehya Bhojpuri
Ghazal
dekho gul-e-ahaar-e-asar dasht-e-shaam me.n
diivaar-o-dar ko.ii bhii kahii.n pesh-o-pas nahii.n
Muneer Niyazi
Ghazal
kitnaa kamzor hai iimaan pataa lagtaa hai
ghar me.n aayaa hu.aa mehmaan buraa lagtaa hai
Ehya Bhojpuri
Ghazal
zabaan band rakhe.n aur tum se Dar jaa.e.n
ye baat zehn me.n aane se qabl mar jaa.e.n
Ehya Bhojpuri
Ghazal
ai kaash ho barsaat zaraa aur zaraa aur
ba.Dh jaa.e mulaaqaat zaraa aur zaraa aur
Ehya Bhojpuri
Ghazal
haatho.n kii lakiiro.n kaa likhaa kaaT rahe hai.n
ham apne gunaaho.n kii sazaa kaaT rahe hai.n
Ehya Bhojpuri
Ghazal
pahle nafrat kii vo diivaar giraa.e 'ahyaa'
phir mohabbat kaa nayaa shahr basaane nikle
Ehya Bhojpuri
Ghazal
maa.n ke pairo.n ke tale jannat kii ne'mat hai magar
baap kaa saaya bhii 'ahyaa' chaahiye aulaad par
Ehya Bhojpuri
Ghazal
jab musiibat kabhii KHud pe 'ahyaa' pa.Dii
falsafa sab dharaa kaa dharaa rah gayaa
Ehya Bhojpuri
Ghazal
qasam KHudaa kii na jaanaa kahii.n nahii.n jaanaa
bahut buraa hai zamaana kahii.n nahii.n jaanaa
Ehya Bhojpuri
Ghazal
Ehya Bhojpuri
Ghazal
Ehya Bhojpuri
Ghazal
Ehya Bhojpuri
Ghazal
apne kiye-dhare kaa ab 'ahyaa' hisaab kar
duniyaa milii ki diin milaa ehtisaab kar
Ehya Bhojpuri
Ghazal
matlab kaa ko.ii sher sunaa.e.n jahaa.n-panaah
ham saama.ii.n pe qahr na Dhaa.e.n jahaa.n-panaah
Ehya Bhojpuri
Ghazal
thake hu.e ghar lauT rahe hai.n saath liye aahaar
chehra chehra dhuul pasiina daaman daaman dhuup