SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jap"
Ghazal MATCHES FOR ".jap"
Ghazal
chaahe tuu jaam-e-baqaa dene kaa va.ada kar le
ai masiihaa tire biimaar nahii.n hone ke
Shaista Sahar
Ghazal
Ahmad Adil
Ghazal
Ahsan Shafiq
Ghazal
aa.ine ke saamne aate hu.e Darte hai.n kyuu.n
aa.iina-saazo.n kaa unvaan-e-tamannaa jab hai.n aap
Fasih Akmal
Ghazal
haasil vasuul kyaa hai KHazaane pe baiTh kar
kiilaa gayaa huu.n mai.n kisii mantar ke jaap se
Masood Ahmad
Ghazal
aisaa lagtaa hai ki dariyaa kii miTaate hai.n pyaas
jaap karte hu.e vo ho.nT lab-e-gang tire
Ali Raza Aseer
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
jab hu.aa zikr zamaane me.n mohabbat kaa 'shakiil'
mujh ko apne dil-e-naakaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
us ko na paa sake the jab dil kaa 'ajiib haal thaa
ab jo palaT ke dekhiye baat thii kuchh muhaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai