SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kae"
Ghazal MATCHES FOR ".kae"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
samjhe the 'miir' ham ki ye naasuur kam hu.aa
phir un dino.n mai.n diida-e-KHuu.n-baar nam hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
manzil ke us usuul ko rusvaa nahii.n kiyaa
raste se lauTne kaa iraada nahii.n kiyaa
Nitin Nayab
Ghazal
chho.D kar apnii zamii.n apnaa samundar saa.ii.n
mai.n bahut duur se aayaa huu.n tire ghar saa.ii.n
Nazar Siddiqui
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n