SEARCH RESULTS
Showing search results for ".keur"
Ghazal MATCHES FOR ".keur"
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif
hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
jaataa huu.n daaG-e-hasrat-e-hastii liye hu.e
huu.n sham-e-kushta dar-KHur-e-mahfil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
qaasid ko apne haath se gardan na maariye
us kii KHataa nahii.n hai ye meraa qusuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
'faraaz' dar-KHur-e-sajda har aastaana nahii.n
ham apne dil ke havaale se dar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
qusuur ho to hamaare hisaab me.n likh jaa.e
mohabbato.n me.n jo ehsaan ho tumhaaraa ho
Parveen Shakir
Ghazal
thaa vo to rashk-e-huur-e-bahishtii hamii.n me.n 'miir'
samjhe na ham to fahm kaa apnii qusuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us kaa qusuur ye thaa bahut sochtaa thaa vo
vo kaamyaab ho ke bhii naakaam rah gayaa
Nida Fazli
Ghazal
qusuur-vaar Gariib-ud-dayaar huu.n lekin
tiraa KHaraaba farishte na kar sake aabaad
Allama Iqbal
Ghazal
dar-KHur-e-arz nahii.n jauhar-e-bedaad ko jaa
nigah-e-naaz hai surme se KHafaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
qusuur-vaar nahii.n phir bhii chhuptaa phirtaa huu.n
vo meraa chor hai aur saamne se guzregaa
Zafar Iqbal
Ghazal
ham be-qusuur log bhii dilchasp log hai.n
sharminda ho rahe hai.n KHataa ke baGair bhii
Munawwar Rana
Ghazal
aa.nkho.n kaa thaa qusuur na dil kaa qusuur thaa
aayaa jo mere saamne meraa Guruur thaa