SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kil"
Ghazal MATCHES FOR ".kil"
Ghazal
junuu.n se kund kiyaa hai so us ke husn kaa kiil
mire sivaa kisii diivaar par lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
KHushk diivaar me.n siilan kaa sabab kyaa hogaa
ek adad za.ng lagii kiil thii tasviir ke ba.ad
Umair Najmi
Ghazal
Faiz Dakani
Ghazal
kahaa thaa tum ne ki laataa hai kaun ishq kii taab
so ham javaab tumhaare savaal hii ke to hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
maddaah huu.n mai.n dil se mohammad kii aal kaa
mushtaaq huu.n vasii-e-nabii ke jamaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
aisaa nahii.n ki ham kare.n baate.n na be-hisaab
lekin ye kyaa ki kiil sii dil me.n ga.Dii rahe
Zakariya Shaz
Ghazal
me.n kisii chashm-e-nigah-daar kii had me.n huu.n ki jo
mujh ko vaapas mire ahvaal me.n le jaatii hai
Arif Imam
Ghazal
kyo.n liyaa thaa miraa dil dil mujhe vaapas kar de
chho.D ye roz kii kil kil mujhe vaapas kar de
Syed Salman Gilani
Ghazal
pahle to qiil-o-qaal me.n hotaa nahii.n thaa mai.n
phir yuu.n hu.aa ki harf se baahar nahii.n hu.aa
Shahzad Nayyar
Ghazal
mai.n dil me.n un kii yaad ke tuufaa.n ko paal kar
laayaa huu.n ek mauj-e-taGazzul nikaal kar
Jagan Nath Azad
Ghazal
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
aataa thaa jis ko dekh ke tasviir kaa KHayaal
ab to vo kiil bhii mirii diivaar me.n nahii.n