SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kulr"
Ghazal MATCHES FOR ".kulr"
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ab is ko kufr maane.n yaa bulandii-e-nazar jaane.n
KHudaa-e-do-jahaa.n ko de ke ham insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kyuu.n kufr hai diidaar-e-sanam hazrat-e-vaa.iz
allaah dikhaataa hai bashar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
iimaan jaaniye ki ise kufr jaaniye
mai.n sar jhukaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
Ghazal
iimaan-o-kufr aur na duniyaa-o-dii.n rahe
ai ishq-e-shaad-baash ki tanhaa hamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
kahaa.n tuu 'KHumaar' aur kahaa.n kufr tauba
tujhe paarsaa.o.n ne bahkaa diyaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
shikva hai kufr ahl-e-mohabbat ke vaaste
har ik jafaa-e-dost pe shukraana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
agar ho ishq to hai kufr bhii musalmaanii
na ho to mard-e-musalmaa.n bhii kaafir o zindiiq
Allama Iqbal
Ghazal
vo daana-e-subul KHatmur-rusul maulaa-e-kul jis ne
Gubaar-e-raah ko baKHshaa faroG-e-vaadii-e-siinaa
Allama Iqbal
Ghazal
qatra me.n dajla dikhaa.ii na de aur juzv me.n kul
khel la.Dko.n kaa hu.aa diida-e-biinaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
is kufr-e-ishq se mujhe kyuu.n rokte ho tum
iimaan vaalo meraa hii iimaan jaa.egaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
jurm hai terii galii se sar jhukaa kar lauTnaa
kufr hai pathraav se ghabraanaa tere shahr me.n
Kaifi Azmi
Ghazal
kul yaum-e-hijr zard zamaano.n kaa yaum hai
shab bhar na jaag muft me.n aa.nkhe.n na laal kar