SEARCH RESULTS
Showing search results for ".morf"
Ghazal MATCHES FOR ".morf"
Ghazal
be-ma.anii maahaul me.n rah kar zehn hu.aa maa.uuf
mujh ko bhii paagal kar de.nge diivaane alfaaz
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
maa.uuf kar diyaa hai Gamo.n ne dil-o-dimaaG
ab to hame.n KHayaal kisii baat kaa nahii.n
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
miraa dimaaG hai maa.uuf dil udaas bahut
hu.aa hai jism bhii meraa niDhaal mere liye
Hamdam Kashmiri
Ghazal
zehn maa.uuf badan chuur hai dil aazurda
aa.o so jaa.e.n sirhaane ko.ii patthar le kar