SEARCH RESULTS
Showing search results for ".otmo"
Ghazal MATCHES FOR ".otmo"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
raazo.n kii tarah utro mire dil me.n kisii shab
dastak pe mire haath kii khul jaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ga.e dino.n kii laash par pa.De rahoge kab talak
alam-kasho uTho ki aaftaab sar pe aa gayaa
Nasir Kazmi
Ghazal
uTho ye manzar-e-shab-taab dekhne ke liye
ki nii.nd shart nahii.n KHvaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ab bhii kuchh logo ne bechii hai na apnii aatmaa
ye patan kaa silsila kuchh aur chalnaa chaahiye
Gopaldas Neeraj
Ghazal
guzar jaa.egii Gam kii raat ummiido to jaag uTTho
sambhal jaa.e.nge diivaane sitaaro tum to so jaa.o
Qabil Ajmeri
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
sang-e-be-qiimat taraashaa aur jauhar kar diyaa
sham-e-ilm-o-aagahii se dil munavvar kar dayaa
Qaisar hayat
Ghazal
uTho ki os kii buu.nde.n jagaa rahii hai.n tumhe.n
chalo ki dhuup dariicho.n me.n aa ke baiTh ga.ii
Munawwar Rana
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ai qamar sub.h hu.ii ab to uTho mahfil se
sham.a gul ho ga.ii ruKHsat hu.e parvaane tak
Qamar Jalalvi
Ghazal
udaasiyo.n ne mirii aatmaa ko gheraa hai
ruu-pahlii chaa.ndnii hai aur ghup a.ndheraa hai
Meena Kumari Naz
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
be-razm din guzaar liyaa ratjagaa manaa.o
ai ahl-e-bazm jaag uTho raat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kyuu.n 'razaa' ku.Dhte ho ha.nste uTTho
jab vo Gaffaar hai kyaa honaa hai