SEARCH RESULTS
Showing search results for ".pouz"
Ghazal MATCHES FOR ".pouz"
Ghazal
hame.n to aaj kii shab pau phaTe tak jaagnaa hogaa
yahii qismat hamaarii hai sitaaro tum to so jaa.o
Qateel Shifai
Ghazal
kab pau phaTe kab raat kaTe kaun ye jaane
mat chho.D ke jaa.o ki abhii raat bahut hai
Sabir Dutt
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
pau phaTe kyuu.n mirii palko.n pe sajaate ho inhe.n
ye sitaare to mujhe shaam se pahchaante hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
din ko din raat ko mai.n raat na likhne paa.uu.n
un kii koshish hai ki haalaat na likhne paa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
rukii rukii sii shab-e-marg KHatm par aa.ii
vo pau phaTii vo na.ii zindagii nazar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chashm-e-siyah tabassum-e-pinhaa.n liye hu.e
pau phuuTne se qabl ufuq kii adaahate.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
kyaa pastiyo.n kii zillate.n kyaa azmato.n ke fauz
apne liye azaab judaagaana chaahiye
Majeed Amjad
Ghazal
Fakhira batool
Ghazal
baaqii hai pau phaTe bhii sitaaro.n kii raushnii
shaayad mariiz-e-shab kii tabii.at maluul hai
Qateel Shifai
Ghazal
is bhare shahr me.n aaraam mai.n kaise paa.uu.n
jaagte chiiKHte ra.ngo.n ko kahaa.n le jaa.uu.n
Shahzad Ahmad
Ghazal
kisht-e-ehsaas me.n tho.Daa saa milaa le.nge tujhe
phir na.ii paud kii suurat me.n ugaa le.nge tujhe
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
mehr ke valvala-e-raast se pau phaTtii hai
mehr ke jazba-e-maqluub se din Dhaltaa hai