SEARCH RESULTS
Showing search results for ".qbke"
Ghazal MATCHES FOR ".qbke"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
sharminda tire ruKH se hai ruKHsaar parii kaa
chaltaa nahii.n kuchh aage tire kabk-e-darii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aamo.n kii hasii.n rut ke sivaa bhii to vo kuuke
lekin kisii koyal kaa ye kirdaar hii kab thaa
Qateel Shifai
Ghazal
baa.nT Daale aise ham ne dil ke Tuk.De kaaT kar
janm-din pe baa.nTte hai.n cake jaise kaaT kar
Ankit Maurya
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
abhii bujhaa.o na candle na cake kaaTo abhii
kuchh aur der miraa pichhlaa saal mat chhiino
Wasi Shah
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
kubk-e-darii ke laakh qafas ho.n jahaa.n dhare
dikhlaa ke un ko shoKHi-e-raftaar maar Daal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aa.ii to hai pasand use chaal yaar kii
sun liijo paa.nv kabk-e-darii kaa ukha.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
cake biscuit khaa.e.nge ulluu-ke-paTThe raat din
aur shariifo.n ke liye aaTaa giraa.n ho jaa.egaa
Hussain meer Kashmiri
Ghazal
qubaa-e-zard-o-surKH kaa ye imtizaaj al-amaa.n
jamaal ko vo le gayaa pare had-e-kamaal tak
Azeem Haider Syed
Ghazal
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
jaa.o jo chaman ko to kare farsh-e-rah-e-naaz
bulbul jigar-o-faaKHta dil kabk-e-darii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
mauj-e-dariyaa to kab aTkhelii se yuu.n chaltii hai
par tirii kabk-e-darii chaal u.Daa letaa hai
Shah Naseer
Ghazal
us me.n taa.uus-e-chaman ko hu.ii yaa kabk-e-darii
ai parii-zaad tire Kushta-e-raftaar hai.n sab
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
garm-e-KHiraam ho.nge agar sehn-e-baaG me.n
a.ngaaro.n par vo kabk-e-chaman ko luTaa.e.nge
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
baazuu bhii hilaa.e bahut aur paa.nv bhii paTke
par u.D na sakii chaal tirii kabk-e-darii se