SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rafe"
Ghazal MATCHES FOR ".rafe"
Ghazal
mar ga.e kuchh log jiine kaa mudaavaa soch kar
aur kuchh jiite rahe jiine kii aadat ke liye
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
husn tamaam guftuguu ishq tamaam KHaamushii
raf-e-shukuuk bhii nahii.n qat-e-kalaam bhii nahii.n
Nushur Wahidi
Ghazal
ab na hai fikr-e-hifaazat aur na ziiq-e-raf-e-kaar
dene vaale ne diyaa aur merii KHvaahish bhar diyaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
us ke hii baazu.o.n me.n aur us ko hii sochte rahe
jism kii KHvaahisho.n pe the ruuh ke aur jaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
rag-e-sa.ng se Tapaktaa vo lahuu ki phir na thamtaa
jise Gam samajh rahe ho ye agar sharaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
teraa pahluu tire dil kii tarah aabaad rahe
tujh pe guzre na qayaamat shab-e-tanhaa.ii kii