SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rika"
Ghazal MATCHES FOR ".rika"
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
us ne jaltii hu.ii peshaanii pe jab haath rakhaa
ruuh tak aa ga.ii taasiir masiihaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jab se tuu ne mujhe diivaana banaa rakkhaa hai
sa.ng har shaKHs ne haatho.n me.n uThaa rakkhaa hai
Hakeem Nasir
Ghazal
ik to ham ko adab aadaab ne pyaasaa rakkhaa
us pe mahfil me.n suraahii ne bhii gardish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
ye samajh kar tujhe ai maut lagaa rakkhaa hai
kaam aataa hai bure vaqt me.n aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mire guluu me.n hai ik naGma jibra.iil-aashob
sambhaal kar jise rakkhaa hai laa-makaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
agarche zor havaa.o.n ne Daal rakkhaa hai
magar charaaG ne lau ko sambhaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
hasrat ne laa rakhaa tirii bazm-e-KHayaal me.n
gul-dasta-e-nigaah suvaidaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhaa jo kuchh rukaa mujhe to kis tapaak se
gardan me.n merii Daal diye aap aa ke haath