SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rjal"
Ghazal MATCHES FOR ".rjal"
Ghazal
ma.ashuuq aisaa Dhuu.nDiye qahtur-rijaal me.n
har baat me.n agartaa magartaa hu.aa saa ho
Adil Mansuri
Ghazal
paanii bhar aa.e misriyo.n ke mu.nh me.n vaqt-e-diid
shiirii.n kii raal Tapke jo vo dekh paa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
dekhte to hai.n vo har shai be-niyaazaana abhii
raal girtii hai magar be-iKHtiyaaraana abhii
Shauq Bahraichi
Ghazal
Mubarak Mungeri
Ghazal
juu.n hinaa apne vo qadmo.n se na lagne de.nge
is tamannaa me.n agar KHaak me.n ral jaa.uu.ngaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Gair kaa zor chale un pe aur un kaa mujh par
kahte hai.n mu.nh se ho kyuu.n raal u.Daate jaate
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
haasil us kuuche me.n jaane se hame.n hai aur kyaa
ulTe ghar apne magar KHaak me.n ral kar aanaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
muhiib qahtur-rijaal me.n bhii KHayaal teraa
na.e manaazir na.e shaguufe khilaa rahaa hai
Arshad Nayeem
Ghazal
Husain Khan Jhanjhat
Ghazal
ye kyaa ki harf-harf se Tapke havas kii raal
ye kyaa ki sher-sher me.n jismo.n kii baas ho
Mohsin Ahmed
Ghazal
usii kaa hai ye bharaa shahr dasht-e-KHaalii bhii
ye bhii.D us kii hai qaht-ur-rijaal hai us kaa
Hasan Aziz
Ghazal
jo ahl-e-harf the kam kam hii rah ga.e 'yaavar'
hamaare shahr me.n qaht-ur-rijaal hone lagaa
Yawar Azeem
Ghazal
pardo.n kii sarsaraahaTe.n buu.ndo.n ke ral-taral
khultaa hai dar havaa-e-shab-e-barshgaal se
Irshad Husain Kazmi
Ghazal
bas ye hu.aa hai aap kii auqaat ghaT ga.ii
ye kis ne kah diyaa hai ki qaht-ur-rijaal hai
Aslam Parvez
Ghazal
hai yahii daur-e-qaht-ur-rijaal aadmii
kab dikhaa.e.nge apnaa kamaal aadmii