SEARCH RESULTS
Showing search results for ".sjbt"
Ghazal MATCHES FOR ".sjbt"
Ghazal
hai abhii lams kaa ehsaas mire ho.nTo.n par
sabt phailii hu.ii hu.ii baaho.n pe haraarat us kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
yaziidiyat kaa a.ndheraa thaa saare kuufe me.n
kisii ne sibt-e-nabii kii taraf nahii.n dekhaa
Manzar Bhopali
Ghazal
hai.n sabt siina-e-mahtaab par qadam mere
hai.n muntazir mire mirriiKH-o-mushtarii-o-zuhal
Ahmad Faraz
Ghazal
bhuul jaanaa thaa jise sabt hai dil par mere
yaad rakhnaa thaa jise us ko bhulaa baiThaa huu.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
marG-zaar-e-shaa.erii me.n gum rahaa 'sabt-e-alii'
so ga.ii rah dekhte biimaar biivii raat ko
Sibt Ali Saba
Ghazal
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
us ke gaalo.n par ka.ii dast-e-hinaa.ii sabt hai.n
ishq kaa nashsha thaa aaKHir maar khaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
malbuus jab havaa ne badan se churaa liye
doshiizgaan-e-sub.h ne chehre chhupaa liye
Sibt Ali Saba
Ghazal
vo jin kii dast-KHate.n mahzar-e-sitam pe hai.n sabt
har us adiib har us be-adab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
kitnaa chup-chaap hii guzre ko.ii mere dil se
muddato.n sabt nishaan-e-kaf-e-paa rahtaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
KHushk zarro.n pe machal jaa.e shamiim o tasniim
sabt karte hu.e yuu.n laGzish-e-mastaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
az-bas-ki sabt-e-naama hai soz-e-tap-e-daruu.n
qaasid kaa haath hai yad-e-baizaa kaliim kaa
Momin Khan Momin
Ghazal
kahaa.n kahaa.n na hu.ii.n sabt husn kii mohre.n
kalii havaa me.n bikhar kar bhii raa.egaa.n na ga.ii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
musaafiro.n me.n abhii talKHiyaa.n puraanii hai.n
safar nayaa hai magar kashtiyaa.n puraanii hai.n
Sibt Ali Saba
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
sabt kar aur ko.ii mohr mire ho.nTo.n par
qufl-e-abjad se nahii.n band hu.aa baab miraa