SEARCH RESULTS
Showing search results for ".uala"
Ghazal MATCHES FOR ".uala"
Ghazal
'attaar' ho 'ruumii' ho 'raazii' ho 'Gazaalii' ho
kuchh haath nahii.n aataa be-aah-e-sahar-gaahii
Allama Iqbal
Ghazal
ye mu.aamle hai.n naazuk jo tirii razaa ho tuu kar
ki mujhe to KHush na aayaa ye tariiq-e-KHaanqaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Jahangeer nayab
Ghazal
zamii.n jab adl se bhar jaa.egii nuurun-alaa-nuur
ba-naam-e-maslak-o-maz.hab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
mu'aaf kar mirii mastii KHudaa-e-azza-va-jal
ki mere haath me.n saaGar hai mere lab pe Gazal
Ahmad Faraz
Ghazal
galii bhii ek thii apne makaa.n bhii the nazdiik
isii KHayaal se aayaa thaa puuchhnaa kyaa thaa
Javed Nasir
Ghazal
miTaa diyaa mire saaqii ne aalam-e-man-o-tuu
pilaa ke mujh ko mai-e-la-ilaaha-illa-huu
Allama Iqbal
Ghazal
pa.Dhte hai.n dekh ke us but ko farishte bhii daruud
marhabaa salle-alaa salle-alaa kyaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
baad-e-manzil bhii na mahsuus hu.aa mujh ko 'shafiiq'
marhabaa salle-alaa kuucha-e-yaar aa hii gayaa
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
duniyaa kaa zarra zarra miyaa.n ishq ishq hai
adnaa ho yaa ho aalaa yahaa.n ishq ishq hai
Salman Zafar
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ye saara shahr aalaa-e-hikmat likhe use
KHanjar agar hai ko.ii to KHanjar likhe.nge ham
Ameer Imam
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
diidaar de shitaabii jalne kii taab nii.n hai
is hijr kii agan sii.n dozaKH kii aag aulaa