SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ulf"
Ghazal MATCHES FOR ".ulf"
Ghazal
kisii uruus-e-shabistaan-e-alf-lailaa kaa
churaa ke ik nafas-e-mushk-baar laa.ii hai
Rais Amrohvi
Ghazal
alf-lailaa tirii ab tak yuu.nhii jaarii saarii
ham sunaate hai.n tire sab ko fasaane kyaa kyaa
Mohammad Haneef Katib
Ghazal
tumhe.n mire KHayaal kii musavvirii qubuul ho
jadiid-tar fazaa-e-alf-lailavii qubuul ho
Salam Machhli shahri
Ghazal
shahr-zaad-e-zindagii ik alf-lailaa laa.ii thii
gosh-bar-aavaaz lekin ko.ii shahzaada na thaa
Shaukat Wasti
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj tak
duniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
umr bhar kaun nibhaataa hai ta'alluq itnaa
ai mirii jaan ke dushman tujhe allaah rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
suuraj me.n lage dhabbaa fitrat ke karishme hai.n
but ham ko kahe.n kaafir allaah kii marzii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
allaah barkato.n se navaazegaa ishq me.n
hai jitnii puu.njii paas lagaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
aa.iin-e-javaa.n-mardaa.n haq-go.ii o be-baakii
allaah ke shero.n ko aatii nahii.n ruubaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ab jafaa se bhii hai.n mahruum ham allaah allaah
is qadar dushman-e-arbaab-e-vafaa ho jaanaa