SEARCH RESULTS
Showing search results for ".urud"
Ghazal MATCHES FOR ".urud"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
suuraj ke ird-gird bhaTakne se faa.eda
dariyaa hu.aa hai gum to samundar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
uruus-e-laala munaasib nahii.n hai mujh se hijaab
ki mai.n nasiim-e-sahar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
ba.De-ba.Do.n kii tarah-daariyaa.n nahii.n chaltii.n
uruuj terii KHabar jab zavaal letaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
kalaam aruuz taGazzul KHayaal zauq-e-jamaal
badan ke jaam ne alfaaz kii suraahii bharii
Shahzad Qais
Ghazal
dil mat lagaa ruKH-e-araq-aaluud yaar se
aa.iine ko uThaa ki zamii.n nam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
uruus-e-dahr ko aayaa thaa pyaar ham par bhii
ye besvaa thii kisii shab nisaar ham par bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
uruus-e-dahr chale khaa ke Thokare.n lekin
qadam qadam pe javaanii ubal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
haqiiqat-aashnaa.ii asl me.n gum-karda raahii hai
uruus-e-aagahii parvurda-e-ib.haam hai saaqii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
nayaa maslak nayaa ra.ng-e-suKHan iijaad karte hai.n
uruus-e-sher ko ham qaid se aazaad karte hai.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ko.ii ho lamha-e-fursat ki baiTh kar ham bhii
zaraa uruus-e-tamannaa ko aa.iina dete
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
vo raushnii kaa KHvaab thaa magar vahii saraab thaa
uruuj me.n chhupii hu.ii thii ibtidaa zavaal kii