SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gaaliban"
Ghazal MATCHES FOR "Gaaliban"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
tire sitam se mai.n KHush huu.n ki Gaaliban yuu.n bhii
mujhe vo shaamil-e-arbaab-e-imtiyaaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
qayaamat aa ga.ii KHushbuu kii kaliyaa.n chiiKH pa.Dii.n
gulaab bolaa nahii.n Gaaliban vo zulf khulii
Shahzad Qais
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
har qadam pe naakaamii har qadam pe mahruumii
Gaaliban ko.ii dushman dosto.n me.n shaamil hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
vo kaif-e-hijr me.n ab Gaaliban shariik nahii.n
ka.ii dino.n se bahut be-mazaa udaasii hai
Irfan Sattar
Ghazal
phir na aa.e jo hu.e KHaak me.n jaa aasuuda
Gaaliban zer-e-zamii.n 'miir' hai aaraam bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
to Gaaliban vo hadaf hii hado.n se baahar thaa
ye kaise TuuT ga.ii.n Doriyaa.n kamaano.n kii
Irfan Siddiqi
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
jis jagah jam.a tire KHaak-nashii.n hote hai.n
Gaaliban sab me.n numuudaar hamii.n hote hai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Habeeb Ashar Dehlavi
Ghazal
KHaanqaah me.n suufii mu.nh chhupaa.e baiThaa hai
Gaaliban zamaane se maat khaa.e baiThaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
etakaaf me.n zaahid mu.nh chhupaa.e baiThaa hai
Gaaliban zamaane se maat khaa.e baiThaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
'saliim' naam bataayaa thaa Gaaliban us ne
kal ek shaa.er-e-gum-naam se milaa huu.n mai.n