SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gaaze"
Ghazal MATCHES FOR "Gaaze"
Ghazal
apne chehre pe na auro.n ke KHad-o-KHaal sajaa
ruup aataa hai kahii.n utre hu.e Gaaze se
Muzaffar Warsi
Ghazal
shaam-e-sad-ra.ng mire aa.ina-KHaane me.n Thahar
mai.n ne tasviir banaanii hai tire Gaaze se
Maqsood Wafa
Ghazal
tere chehre pe jo raunaq hai mire ishq se hai
sirf Gaaze se nahii.n nuur ye aane vaalaa
Musavvir Firozpuri
Ghazal
Shabab Lalit
Ghazal
yahii hai Gazz-e-basar ye hai dekhnaa meraa
rahegii aa.nkh tahayyur me.n DabDabaa.ii hu.ii
Rafi Raza
Ghazal
Baharunnisa Bahar
Ghazal
Khaleequzzaman Nusrat
Ghazal
zard chehre pe jo Gaaze kaa gulaabii-pan hai
bhiigii aa.nkho.n se tum is rang ko rusvaa na karo
Humaira Rahman
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ga.e din ki tanhaa thaa mai.n anjuman me.n
yahaa.n ab mire raaz-daa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam agarche jaa.n-gusil hai pa kahaa.n bache.n ki dil hai
Gam-e-ishq gar na hotaa Gam-e-rozgaar hotaa