SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHamdaar"
Ghazal MATCHES FOR "KHamdaar"
Ghazal
kaakul-e-KHamdaar me.n KHam aur aate jaa.e.nge
zulf us kii aur bhii shaitaan hotii jaa.egii
Ameer Imam
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
kyuu.n asiir-e-gesuu-e-KHam-daar-e-qaatil ho gayaa
haa.e kyaa baiThe-biThaa.e tujh ko ai dil ho gayaa
Abul Kalam Azad
Ghazal
fidye bahut us abruu-e-KHamdaar ke liye
chuu rang kii kamii nahii.n talvaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kaam nazro.n se liyaa abru-e-KHamdaar ke ba.ad
tiir maare mujhe us shoKH ne talvaar ke ba.ad
Purnam Allahabadi
Ghazal
gesuu-e-KHamdaar me.n ash.aar-e-tar kii ThanDake.n
aatish-e-ruKHsaar me.n qalb-e-tapaa.n kaa iltihaab
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sham-e-ruKHsaar liye gesuu-e-KHamdaar liye
sab a.ndhero.n me.n ujaalo.n me.n mire paas raho
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Ghazal
afshaa.n se kushta abruu-e-KHamdaar ne kiyaa
jauhar se kaam yaar kii talvaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo abru-e-KHamdaar nazar aa.e to samjhe
aa.nkho.n kii tarah saaya-e-mehraab me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
apne haalaat ko suljhaa.o to kuchh baat bane
mil bhii jaa.e.nge kabhii gesuu-e-KHamdaar bahut
Qais Rampuri
Ghazal
hai mohabbat sab ko us ke abru-e-KHamdaar kii
hind me.n kyaa aabruu baaqii rahii talvaar kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Suhaib Farooqui
Ghazal
kyaa hii afshaa.n hai jabiin o abruu-e-KHamdaar par
hai charaaGaa.n aaj kaa'be ke dar o diivaar par
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
taab-e-kamand-e-kaakul-e-KHam-daar hoshiyaar
khul kar na har kisii pe 'inaayaat chaahiye
Jafar Tahir
Ghazal
sehn-e-chaman me.n dekh tere qad kii raastii
har sard tujh salaam kuu.n KHamdaar hovegaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
mai.n to har har KHam-e-gesuu kii talaashii luu.ngaa
ki miraa dil hai tire gesuu-e-KHamdaar ke paas
Mubarak Azimabadi
Ghazal
tishna-e-marg kuu.n hai aab-e-suraahii dam-e-teG
bismil-e-abruu-e-KHamdaar huu.n kin kaa un kaa