SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHataa.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "KHataa.o.n"
Ghazal
mausam kaa ishaara hai KHush rahne do bachcho.n ko
ma.asuum mohabbat hai phuulo.n kii KHataa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
is qadar pyaar hai insaa.n kii KHataa.o.n se mujhe
ki farishta miraa me.aar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
insaan jiite-jii kare.n tauba KHataa.o.n se
majbuuriyo.n ne kitne farishte banaa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
dil ko moh letii hai dil-kashi-e-nazzaara
aa.nkh kii KHataa.o.n me.n dil ko mubtalaa paayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
KHalq kii sang-zanii merii KHataa.o.n kaa sila
tum to maa'suum ho tum duur zaraa ho jaanaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHataa.o.n pe jo mujh ko maa.il kare phir
sazaa aur aisii sazaa chaahtaa huu.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
tuu apnii KHataa.o.n par naadim bhii zaraa ho jaa
ai dost agar tujh me.n tho.Dii bhii sharaafat hai
Quaiser Khalid
Ghazal
kis liye apnii KHataa.o.n pe rahe.n sharminda
ham KHudaa ke hai.n zamaane ke gunahgaar nahii.n
Kamil Bahzadi
Ghazal
taaki duniyaa pe khule un kaa fareb-e-insaaf
be-KHataa ho ke KHataa.o.n kii sazaa maa.ngte hai.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mujhe KHataa.o.n pe apnii jo sharm aa.ii hai
mire kariim ne merii sazaa ko Taal diyaa
Azeez Moradabadi
Ghazal
ishq hai apnii vafaa.o.n se bhii sharmaayaa hu.aa
aql hai apnii KHataa.o.n par bhii itraa.ii hu.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
roz-e-azal se jaarii sazaa.o.n kaa silsila
phir bhii thamaa nahii.n hai KHataa.o.n kaa silsila
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
siyaah-KHaana-e-dil par nazar bhii kartaa hai
merii KHataa.o.n ko vo darguzar bhii kartaa hai