SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHauf-e-sharar"
Ghazal MATCHES FOR "KHauf-e-sharar"
Ghazal
na KHauf-e-barq na KHauf-e-sharar lage hai mujhe
KHud apne baaG ke phuulo.n se Dar lage hai mujhe
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
Sharar Dehlvi
Ghazal
ajiib haal hai duniyaa kaa ai 'sharar-naqvii'
jinhe.n thaa jhuknaa vahii sar uThaa ke baiThe hai.n
Sharar Naqwi
Ghazal
Gamo.n se chaak garebaa.n hai ai sharar 'naqvii'
ko.ii ye us se kahe aur taar taar na kar
Sharar Naqwi
Ghazal
ab ko.ii aur hii shai vaj.h-e-nashaat-e-dil ho
nashsha-o-kaif-e-sharar ab na sharaabo.n me.n rahaa
Sharar Fatehpuri
Ghazal
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
sab apnaa harf-e-ma.aanii banaa rahe hai.n 'sharar'
ye lafz lafz to sadiyo.n se hai.n zabaan-zada
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
siskiyaa.n bhar ke 'sharar' kaun vahaa.n rotaa thaa
KHema-e-KHvaab sar-e-shaam jahaa.n par TuuTaa
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
ab us ke haath me.n hai faisla 'sharar-naqvii'
Gazal ke shero.n ko ham dil banaa ke le aa.e
Sharar Naqwi
Ghazal
dil ko dene vaalo.n se pochhiye sharar 'naqvii'
pyaar-vyaar ye sab kuchh dard-e-sar nahii.n hai kyaa
Sharar Naqwi
Ghazal
dard ke sho'le ranj-o-Gam ke 'sharar'
aa.nsu.o.n kii nadii me.n hote hai.n
Ghulam Dastageer Sharar
Ghazal
fan bechnaa pa.Dtaa hai 'sharar' husn-e-zaruurat
bechaargii-e-ahl-e-qalam dekh rahe hai.n
Ghulam Dastageer Sharar
Ghazal
qurb un kaa 'sharar' payaam-e-sukuu.n
dil me.n ik aag bhii lagii sii hai
Ghulam Dastageer Sharar
Ghazal
shu.aa-e-ilm se raushan 'sharar' hai ye duniyaa
zavaal jis ko na ho aisaa aaftaab to de