SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHushaamad-pasand"
Ghazal MATCHES FOR "KHushaamad-pasand"
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n KHushaamad-pasand kitnaa hai
ye aasmaan zamii.n se buland kitnaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
kitnaa tiraa mizaaj KHushaamad-pasand hai
kab tak kare.n KHudaa ke liye iltijaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
sach baat kah ke sab kii nazar se hu.e hai.n duur
thii kab KHabar zamaana KHushaamad-pasand hai
Ghail Fareedi
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n jaan hii le legii tishnagii
lekin mujhe KHushaamad-e-dariyaa nahii.n pasand
Saleem Sarfaraz
Ghazal
aashiq huu.n mai.n nafrat hai mire rang ko ruu se
paivand nahii.n chaak garebaa.n ko rafuu se
Haidar Ali Aatish
Ghazal
daraKHt ruuh ke jhuume parind gaane lage
hame.n udhar ke manaazir nazar bhii aane lage
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Ezaz Afzal
Ghazal
mehrbaa.n mujh pe dam-e-naz.a vo gulfaam hu.aa
baare aaGaaz se behtar miraa anjaam hu.aa
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
zamii.n ne kar diyaa is tarah raa.egaa.n mujh ko
nazar na aayaa kabhii dard aur dhu.aa.n mujh ko
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
qariib se na guzar intizaar baaqii rakh
qaraabato.n kaa magar e'tibaar baaqii rakh
Atique Asar
Ghazal
jaltaa huu.n hijr-e-shaahid o yaad-e-sharaab me.n
shauq-e-savaab ne mujhe Daalaa azaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
baKHshaa mujhe junuu.n to giraa.n-baar dekh kar
detaa hai baada zarf-e-qadah-KHvaar dekh kar