SEARCH RESULTS
Showing search results for "Lahza"
Ghazal MATCHES FOR "lahza"
Ghazal
mujh ko isii dhun me.n hai har lahza basar karnaa
ab aa.e vo ab aa.e laazim unhe.n aanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
har ek lahza yahii aarzuu yahii hasrat
jo aag dil me.n hai vo sher me.n bhii Dhal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
ik lahza bahe aa.nsuu ik lahza ha.nsii aa.ii
siikhe hai.n na.e dil ne andaaz-e-shakebaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
yak lahza siina-kuubii se fursat hame.n nahii.n
ya.anii ki dil ke jaane kaa maatam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
pur karo jaam ki shaayad ho isii lahza ravaa.n
rok rakkhaa hai jo ik tiir qazaa ne kab se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har lahza mehr-jalvo.n se hai.n chashm-poshiyaa.n
aa.iina-zaar diida-e-hairaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
kyaa jaane kyaa hu.aa ki pareshaan ho ga.ii
ik lahza ruk ga.ii thii sabaa tere shahr me.n
Khatir Ghaznavi
Ghazal
har dam du.aa.e.n denaa har lahza aahe.n bharnaa
un kaa bhii kaam karnaa apnaa bhii kaam karnaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
girya-e-niim-shabii kii ne.amat jab se bahaal hu.ii
har lahza ummiid-e-huzuurii ba.Dhtii jaatii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
itnii bhii bad-mizaajii har lahza 'miir' tum ko
uljhaav hai zamii.n se jhag.Daa hai aasmaa.n se
Meer Taqi Meer
Ghazal
dhuup us husn kii yak-lahza mayassar to hu.ii
phir na taa-umr lagaa saa.e me.n rahnaa achchhaa
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
har aan tasallii hai har lahza tashaffii hai
har vaqt hai dil-juu.ii har dam hai.n mudaaraate.n
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
diid us kii hai karo jis ne banaayaa sab kuchh
na ki har lahza fidaa-e-gul-o-shamshaad raho
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
lahza lahza ye fidaa hotii hu.ii mujh pe hayaat
aur har aan nazar us se churaataa hu.aa mai.n