SEARCH RESULTS
Showing search results for "Ref-Rekhta"
Ghazal MATCHES FOR "ref-rekhta"
Ghazal
ho.n reg ke maanind shab-o-roz safar me.n
aavaara-e-vahshat ko.ii manzil nahii.n rakhtaa
Yagana Changezi
Ghazal
likhii hai kis ne ye tahriir reg-e-saahil par
bahut dino.n se samundar udaas rahtaa hai
Ejaz Rahmani
Ghazal
saahab dilo.n se raah me.n aa.nkhe.n milaa ke dekh
rakhtaa hai tuu bhii dil to use aazmaa ke dekh
Fuzail Jafri
Ghazal
socho.n kii paalkii me.n biThaa kar sutuur ko
kaaGaz pe khii.nch laayaa huu.n jannat kii huur ko
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
aa.ina bhii aa.iina-gar se ulajhtaa rah gayaa
mai.n hii us bahruup ghar me.n ek jhuuTaa rah gayaa
Munawwar Aziz
Ghazal
suuraj chhupaa ik ik gul-e-manzar bikhar gayaa
sho.ala saa ko.ii dil me.n utar kar bikhar gayaa
Jafar Shirazi
Ghazal
Aamir Suhail
Ghazal
aa gayaa ho na ko.ii bhes badal kar dekho
do qadam saa.e ke hamraah bhii chal kar dekho
Makhmoor Saeedi
Ghazal
suuraj saro.n pe aag ugaltaa dikhaa.ii de
mujh ko ye shahr aaj pighaltaa dikhaa.ii de
Khurshid Ahmad Jami
Ghazal
kab talak baiThaa rahegaa ye jahaa.n dar par mire
aur kitne din rahegaa aasmaa.n sar par mire
Om Prabhakar
Ghazal
saahil pe jyuu.n hii paa.nv rakhaa reg-zaar ne
paanii me.n jitne dafn the dariyaa uchhal pa.De
Shahbaz Shamsi
Ghazal
mauj-e-reg saraab-e-sahraa kaise bantii hai
bahtaa hu.aa aa.iina-e-dariyaa kaise bantii hai
Zeb Ghauri
Ghazal
ho aa.nkh agar zinda guzartii hai na kyaa kyaa
yuu.n aab me.n bujhte hu.e sho'le kii sadaa kyaa
Hakeem Manzoor
Ghazal
reg-e-yaKH-basta ko pahle aag par rakkhaa gayaa
phir hamaare jism ko us ret par rakkhaa gayaa
Javed Sahil
Ghazal
Basheer Dada
Ghazal
bedaad kaa lab par mire shikva nahii.n hotaa
fariyaad se zaKHmo.n kaa mudaavaa nahii.n hotaa