SEARCH RESULTS
Showing search results for "aagosh-e-ehtiyaat"
Ghazal MATCHES FOR "aagosh-e-ehtiyaat"
Ghazal
aaGosh-e-ehtiyaat me.n rakh luu.n jigar kahii.n
Dartaa huu.n le u.De na kisii kii nazar kahii.n
Raj Bahadur Saxena Auj
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
jis ne kuchh ehtiyaat javaanii me.n kii nahii.n
aql-e-saliim kahtii hai vo aadmii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shaaKH-e-jazbaat pe naGmaat kaa manzar KHaamosh
Gam kii aaGosh me.n armaa.n kaa kabuutar KHaamosh
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
KHalvat-nashii.n hai ko.ii ba-sad-husn-e-ehtiyaat
yaa shauq-e-aarzuu se basaayaa gayaa hai dil
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
yahii hai maslahat-e-jabr-e-ehtiyaat to phir
ham apnaa haal kahe.nge chhupaa ke lahje me.n
Iftikhar Arif
Ghazal
mar jaa.uu.n na kyuu.n rashk se jab vo tan-e-naazuk
aaGosh-e-KHam-e-halqa-e-zunnaar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
merii tarah use bhii ko.ii justujuu rahe
az-raah-e-ehtiyaat gumaa.n chho.D jaa.uu.ngaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
Asif Shafi
Ghazal
fazaa-e-KHanda-e-gul tang o zauq-e-aish be-parvaa
faraaGat-gaah-e-aaGosh-e-vidaa-e-dil-pasand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n to huu.n parda-e-aaGosh-e-tuufaan-e-fanaa
KHud Dubo detaa huu.n kashtii qurb saahil dekh kar
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
abhii se garmii-e-aaGosh-e-mauj-e-bahr kahaa.n
bahut hai duur abhii to muraad kaa saahil
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
hairat se na kyuu.n dekhe mujhe saaraa zamaana
parvarda-e-aaGosh-e-kamaal-e-basharii huu.n
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
ranj-e-mahruumii-e-aaGosh-e-bahaaraa.n na rahaa
itne sahraa.o.n ne siine se lagaayaa hai mujhe
Shamim Karhani
Ghazal
az-raah-e-ehtiyaat safar ko na KHatm kar
ye phuul hai.n ki aag qadam to jamaa ke dekh
Muzaffar Hanfi
Ghazal
shauq me.n aaGosh-e-teG-e-naaz ke
zaKHm-e-dil lete hai.n sab a.ng.Daa.iyaa.n