SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalimo.n"
Ghazal MATCHES FOR "aalimo.n"
Ghazal
'aalimo.n kaa 'ilm se vo rabt hai is daur me.n
rabt dhobii ke gad.he kaa jis tarah laadii se hai
Zafar Kamali
Ghazal
ye to amiir-e-vaqt kaa adnaa kamaal hai
jaahil ko aalimo.n ke muqaabil banaa diyaa
Parvez Anjum
Ghazal
Ritesh Singh Rahil
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
aalimo.n aur adiibo.n se hai milnaa-julnaa
ahl-e-daulat se gurezaa.n huu.n hamesha kii tarah
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
ab aisii baat to mai.n ‘aalimo.n se suntaa huu.n
jo guzre vaqt me.n kuchh jaahiliin kahte the
Mujtaba Shahroz
Ghazal
ye ra.ng-o-nuur ye KHushbuu ye kaif-saamaanii
hariim-e-naaz hai yaa aalimo.n kaa aalam hai
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
yuu.n to har shaam umiido.n me.n guzar jaatii hai
aaj kuchh baat hai jo shaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ishq kii qaid me.n ab tak to umiido.n pe jiye
miT ga.ii aas to zanjiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
har baar e.Diyo.n pe giraa hai miraa lahuu
maqtal me.n ab ba-tarz-e-digar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
aaj phir bujh ga.e jal jal ke umiido.n ke charaaG
aaj phir taaro.n bharii raat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Gaafilo.n ke lutf ko kaafii hai duniyaavii KHushii
aaqilo.n ko be-Gam-e-uqbaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
mai.n teraa naam le ke tazabzub me.n pa.D ga.ii
sab log apne apne 'aziizo.n ko ro liye