SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaqilo.n"
Ghazal MATCHES FOR "aaqilo.n"
Ghazal
Gaafilo.n ke lutf ko kaafii hai duniyaavii KHushii
aaqilo.n ko be-Gam-e-uqbaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
KHaamushii aaqilo.n kii hai KHuubii magar
ba.az auqaat par KHaamushii maut hai
Mohammad Askari Arif
Ghazal
maa-sivaa-e-mahruumii aur kuchh nahii.n paayaa
aaqilo.n kii bastii me.n mil liye zahiino.n se
Dilkash Sagari
Ghazal
kuchh javaab ahl-e-dil ke savaalo.n kaa de.n
baat karte hai.n jo aaqilo.n kii tarah
Nadim Balkhi
Ghazal
yuu.n to har shaam umiido.n me.n guzar jaatii hai
aaj kuchh baat hai jo shaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ishq kii qaid me.n ab tak to umiido.n pe jiye
miT ga.ii aas to zanjiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
chaa.nd kaa KHvaab ujaalo.n kii nazar lagtaa hai
tuu jidhar ho ke guzar jaa.e KHabar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
mere hii lahuu par guzar-auqaat karo ho
mujh se hii amiiro.n kii tarah baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aaj phir bujh ga.e jal jal ke umiido.n ke charaaG
aaj phir taaro.n bharii raat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
har baar e.Diyo.n pe giraa hai miraa lahuu
maqtal me.n ab ba-tarz-e-digar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
basiirato.n pe ujaalo.n kaa KHauf taarii hai
mujhe yaqiin dilaa.o ba.Daa a.ndheraa hai