SEARCH RESULTS
Showing search results for "aasaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "aasaa.n"
Ghazal
kitnaa aasaa.n thaa tire hijr me.n marnaa jaanaa.n
phir bhii ik umr lagii jaan se jaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n tire saath sitaaro.n se guzar saktaa huu.n
kitnaa aasaan mohabbat kaa safar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
ye ishq nahii.n aasaa.n itnaa hii samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bas-ki dushvaar hai har kaam kaa aasaa.n honaa
aadmii ko bhii muyassar nahii.n insaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jiinaa mushkil hai ki aasaan zaraa dekh to lo
log lagte hai.n pareshaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
baat puurii hai adhuurii chaahiye ai jaan-e-jaa.n
kaam aasaa.n hai ise dushvaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
aisaa hai ki sab KHvaab musalsal nahii.n hote
jo aaj to hote hai.n magar kal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
baadshaaho.n ko sikhaayaa hai qalandar honaa
aap aasaan samajhte hai.n munavvar honaa