SEARCH RESULTS
Showing search results for "aashnaa.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "aashnaa.o.n"
Ghazal
vo ek shaKHs jo ham se hai ajnabii ab tak
KHuluus us kaa magar aashnaa.o.n jaisaa hai
Hakeem Nasir
Ghazal
kuchh to aataa ham ko bhii jaa.n se guzarne kaa maza
Gair hote kaash 'jaalib' aashnaa.o.n kii jagah
Habib Jalib
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
nahii.n taviil mire aashnaa.o.n kii fihrist
mai.n jaanaa jaataa huu.n bas paa.nch saat logo.n me.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
Iftikhar Naseem
Ghazal
kamii na thii mirii duniyaa me.n aashnaa.o.n kii
sitam to ye hai ko.ii dard-aashnaa na milaa
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
aashnaa.o.n se savaal-e-aashnaa.ii kar ke dekh
phir pata chal jaa.egaa hai kaun kitnaa ajnabii
Allama Talib Jauhari
Ghazal
in aashnaa.o.n me.n naa-aashnaa hai.n log tamaam
kahaa.n chhupe ho mire ajnabii chale aa.o
Shahida lateef
Ghazal
be-takallufaana aa saada-lauh logo.n me.n
ra.ng-aashnaa.o.n me.n jashn-e-baam kar lenaa
Anjum Irfani
Ghazal
na un kii kam-sinii se mai.n sazaa paataa adaalat se
jo un ke aashnaa.o.n kii shahaadat aur ho jaatii
Boom Merathi
Ghazal
sab aashnaa.o.n se ham begaana ho rahe the
ab zindagii hai apnii dushvaar terii KHaatir
Waliullah Muhib
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
kisuu ne lii na KHabar Garq-e-bahr-e-ulfat kii
in aashnaa.o.n kii ye aashnaa.iyaa.n dekhii.n
Shah Naseer
Ghazal
Talib Dehlavi
Ghazal
thaa naaz mujh ko jis kii shanaasaa.ii par vahii
phailaa rahaa hai zahr mire aashnaa.o.n me.n