SEARCH RESULTS
Showing search results for "aavarde"
Ghazal MATCHES FOR "aavarde"
Ghazal
tanKHvaah-e-tabar bahr-e-daraKHtaan-e-kuhan hai
jo shaaKH phalii hai vo bar-aavard-e-chaman hai
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
har zarra chamaktaa hai anvaar-e-ilaahii se
har saa.ns ye kahtii hai ham hai.n to KHudaa bhii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
yaad ke chaa.nd dil me.n utarte rahe
chaa.ndnii jagmagaatii rahii raat bhar
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dar-e-qafas pe a.ndhere kii mohr lagtii hai
to 'faiz' dil me.n sitaare utarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
lazzat-e-iijaad-e-naaz afsuun-e-arz-e-zauq-e-qatl
na.al aatish me.n hai teG-e-yaar se naKHchiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tamaam raat nahaayaa thaa shahr baarish me.n
vo rang utar hii ga.e jo utarne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
zof-e-quvaa ne aamad-e-piirii kii dii naved
vo dil nahii.n rahaa vo tabii.at nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
mai.n ne das baras pahle jis kaa naam rakkhaa thaa
kaam kar rahii hogii jaane kis idaare me.n
Sarvat Husain
Ghazal
aaKHirii naav na aa.ii to kahaa.n jaa.uu.ngaa
shaam se paar utarne ke liye baiThaa huu.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
hijaab iksiir hai aavaara-e-kuu-e-mohabbat ko
mirii aatish ko bha.Dkaatii hai terii der-paivandii
Allama Iqbal
Ghazal
dastake.n bhii dene par dar agar na khultaa ho
sii.Dhiyaa.n utarne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
dil ke Tuk.Do.n ko kahaa.n jo.D sakaa hai ko.ii
phir bhii aavaaza-e-aa.iina-giraa.n khe.nchtaa hai