SEARCH RESULTS
Showing search results for "aazaar-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "aazaar-e-mohabbat"
Ghazal
chhuTtaa hii nahii.n ho jise aazaar-e-mohabbat
maayuus huu.n mai.n bhii ki huu.n biimaar-e-mohabbat
Meer Taqi Meer
Ghazal
Dhuu.nDhtii rahtii hai har lamha nigaah-e-dahshat
aur kis shahr-e-mohabbat me.n amaa.n baaqii hai
Faryad Aazar
Ghazal
yaad hai lazzat-e-aazaar-e-mohabbat ab tak
dil ko miltaa thaa sukuu.n mashq-e-sitam se aage
Ishrat Qadri
Ghazal
kyaa baat hai ai talKHii-e-aazaar-e-mohabbat
fihrist-e-shahiidaa.n me.n miraa naam nahii.n hai
Nazar Hyderabadi
Ghazal
ochho.n kii tab.a 'aazar'-e-KHush-KHuu se puuchhiye
juu.n hii havaa-e-vaqt lagii bas aphar ga.ii
Rashid Aazar
Ghazal
vahii asaas-e-mohabbat bhii hai aqiidat bhii
vo e'timaad kaa pahluu jo e'tiqaad me.n hai
Rashid Aazar
Ghazal
Rashid Aazar
Ghazal
aazaar-e-mohabbat hai aur aazaar hai ai 'josh'
jo baa.is-e-aazaar kabhii ho nahii.n saktaa
Josh Malsiani
Ghazal
kitne dilchasp hai.n aazaar-e-mohabbat ai dost
phuul khilte hai.n to dil aur bhii ghabraataa hai
Raj Kheti
Ghazal
nahii.n ki jur.at-e-iz.haar-e-ishq mujh me.n nahii.n
tabaah kar ke rahii merii nek-naamii mujhe
Rashid Aazar
Ghazal
mere labo.n pe Dhuu.nDte guzrii tumhaarii umr
iz.haar-e-Gam to diida-e-namnaak me.n rahaa
Rashid Aazar
Ghazal
ajiib tarah kii hai shaan-e-dilbarii 'aazar'
ki mujh se KHush bhii rahaa aur mujhe KHafaa bhii kiyaa
Rashid Aazar
Ghazal
hamesha maa.il-e-husn-e-butaa.n rahe 'aazar'
kabhii to qaa.il-e-husn-e-KHudaa hu.e hote
Rashid Aazar
Ghazal
is shahr-e-naa-pursaa.n me.n ham ne to 'aazar'
chehre gulo.n se dekhe dil sahraa se dekhe
Rashid Aazar
Ghazal
log to puuje.nge KHud mere taraashiida KHudaa
kaun hai 'aazar' KHudaa-e-fikr-o-fan dekhegaa kaun
Shamim Azar
Ghazal
pas-e-charaaG iraada ko.ii to hai 'aazar'
jo mere sho.ala-e-dil ko dhu.aa.n banaataa hai