SEARCH RESULTS
Showing search results for "aazaar-e-mohabbat"
Nazm MATCHES FOR "aazaar-e-mohabbat"
Nazm
saya
aa.o aazar sun.ne kii ik halkii sii ummiid liye
ghar kii dahliiz pe ruk jaate hai.n
Rashid Aazar
Nazm
etimad
mushkile.n raah-e-mohabbat me.n na haa.il ho.ngii
mai.n ne sochaa thaa ki is baar nigaaho.n ke salaam
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
dil-ashob
tire lutf-o-ataa kii dhuum sahii mahfil mahfil
ik shaKHs thaa inshaa naam-e-mohabbat me.n kaamil
Ibn e Insha
Nazm
gulha-e-aqidat
apne gulhaa-e-aqiidat pesh kartii huu.n tujhe
muKHtasar ye hai mohabbat pesh kartii huu.n tujhe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
izhaar
tujhe iz.haar-e-mohabbat se agar nafrat hai
tuu ne ho.nTo.n ko larazne se to rokaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
izhaar-e-mohabbat
tumhaarii nigaahe.n payaam-e-mohabbat
KHamoshii tumhaarii kalaam-e-mohabbat
Afzal Peshawari
Nazm
izhaar-e-mohabbat ek pahaDi rasta hai
use kaise bataa.uu.n mai.n
ki iz.haar-e-mohabbat ik pahaa.Dii raasta hai
Salman Basit
Nazm
shikwa
jins-e-naayaab-e-mohabbat ko phir arzaa.n kar de
hind ke dair-nashiino.n ko musalmaa.n kar de
Allama Iqbal
Nazm
namrud ki KHudai
shikast-e-ra.ng-e-azaar-e-mahbuub bhii gavaaraa
magar yahaa.n to kha.nDar dilo.n ke,
Noon Meem Rashid
Nazm
dosti ka hath
kare.n ye ahd ki auzaar-e-ja.ng jitne hai.n
unhe.n miTaanaa hai aur KHaak me.n milaanaa hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
iqrar
chalo ham maan lete hai.n
ki zaKHm-e-KHvaahish-o-KHvaab-e-mohabbat raa.igaanii thii
Khumar Mirzada
Nazm
KHizan ke phul
vahii sadaaqat-o-ehsaas ke janaaze hai.n
izaar-e-gang-o-jaman par lahuu ke Gaaze hai.n
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
chaara-gar
nusKHa-e-kiimiyaa-e-mohabbat bhii hai
kuchh ilaaj o mudaavaa-e-ulfat bhii hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
nama-e-jaanan
be-dilii sheva-e-arbaab-e-mohabbat Thahraa
ab ko.ii aa.e ki jaa.e ''tananaahuu-yaahuu''
Ahmad Faraz
Nazm
tel ke saudagar
go ab KHaal-e-hinduu kii arzish nahii.n hai
ezaar-e-jahaa.n par vo ristaa hu.aa gahraa naasuur
Noon Meem Rashid
Nazm
musafir
tirii zindagii soz-o-saaz-e-mohabbat
ha.nsaa.e chalaa jaa rulaa.e chalaa jaa