SEARCH RESULTS
Showing search results for "achchhi"
Ghazal MATCHES FOR "achchhi"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo kahii.n bhii gayaa lauTaa to mire paas aayaa
bas yahii baat hai achchhii mire harjaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
guftuguu achchhii lagii zauq-e-nazar achchhaa lagaa
muddato.n ke baad ko.ii ham-safar achchhaa lagaa
Ahmad Faraz
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
KHaamushii achchhii nahii.n inkaar honaa chaahiye
ye tamaashaa ab sar-e-baazaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
achchhii suurat pe Gazab TuuT ke aanaa dil kaa
yaad aataa hai hame.n haa.e zamaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ghar kii girtii hu.ii diivaare.n hii mujh se achchhii
raasta chalte hu.e log Thahar jaate hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
achchhe bure ke farq ne bastii ujaa.D dii
majbuur ho ke milne lage har kisii se ham
Nida Fazli
Ghazal
achchhii nahii.n hai shahr ke rasto.n se dostii
aa.ngan me.n phail jaa.e na baazaar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
kaisii achchhii baat hai 'zehra' teraa naam
bachche apne bachcho.n ko batlaate hai.n
Zehra Nigaah
Ghazal
siyaah rang chamaktii hu.ii kanaarii hai
pahan lo achchhii lage.ngii ghaTaa.e.n bhejii hai.n